Sunday, April 10, 2011

DIL-E JAZBAT


दिल-ए-जज़्बात

दर्द-ए-दिल की किताब खोले बैठे हैं,

अब तो हम मुस्कुराना भी छोड़ बैठे हैं,

जब भी करते हैं आँखें बंद तेरा चेहरा ही नज़र आता है,

इस कारण हम तो आँखें झपकाना भी छोड़ बैठे हैं.

जब भी लेते हैं सांस तेरी खुशबू सांसों में समां जाती है,

तू याद न आये इस लिए सांस लेना भी भूले बैठे हैं,

पर हाय री किस्मत,

क्या करें इस दिल का जिस में तुम रेहती हो,

लोग मेरे संग तुझे न जला दें इस लिए इस दिल को धडकाना नहीं भूले हैं

DIL-E JAZBAT

DARD-E-DIL KI KITAB KHOLE BAITHE HAIN,

AB TO HUM MUSKURANA BHI CHHOD BAITHE HAIN,

JAB BHI KARTE HAI AANKHEN BAND TERA CHEHRA HI NAJAR AATA HAIN,

IS KARAN HUM TO AANKHEIN JHAPKANA BHI CHHOD BAITHE HAIN,

JAB BHI LETE HAIN SAANS TERI KHUSHBU SAANSON MEIN SAMA JATI HAIN,

TU YAAD NA AAYE IS LIYE SAANS LENA BHI BHOOLE BAITHE HAIN,

PAR HAYE RE KISMAT,

KYA KAREIN IS DIL KA, JIS MEIN TUM REHTI HO,

LOG MERE SANG TUJHE NA JALA DEIN IS LIYE IS DIL KO DHADKANA NAHIN BHOOLEIN HAIN

No comments:

Post a Comment